|
Sponsor
Urdu Text Messages And Jokes
|
|
|
|
|
|
Page #: 1
2
3
4
5
6
7
8
9
10 |
Urdu
iss duniyaa ki bheed main boohat say
iss duniyaa ki bheed main boohat say yaar milain gay
hum kia hum say bhi achay hazaar milain gay
inn achoo ki bheed main humay bhula na daina
hum kahaan app ko baar baar milain gay
Urdu Ik baat kahoon ger sunte ho.
Tum mujh ko ache lagte ho.
Kuch chup chup se,Kuch chanchal se,
Kuch pagal pagal lagte ho.
Hain chahne wale aur bauhat,
Per tum mein hai ik baat bauhat,
Tum apne apne se lagte ho.
Ik baat kahoon ger sunte ho.Tum mujh ko ache lagte ho.jaan
Urdu Dil ko khareedne wale hazar mill jayenge ,aap
ko daga dene wale baar-baar mill jayenge ,millega na aap
ko mere jaisa ,milne ko to dost beshumaar mill jayenge.
Urdu Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga,
Jaise amavas ne har raat chand maanga. Ruth gaya woh Khuda
bhi humse, Jab humne apni har duwa mein unka saath maanga.
Urdu kissi key aik ansu per hazaroon dil taraptey
hain
kissi ka umar bhar roona uoonhi baikar jata hia
Urdu Apko paakar abb khona nahi chahte... itna khush
ho ker abbb rona nahi chahte... yeh aaalam hai hamara
aapki judaiii ke... aaankho mein neend hai magar sona nahi
chahte...
Urdu Kabhi yun bhi aa meri annkh mei ke meri nazar
ko khabar na hoo..
Mujhe aik raat nawaz de mager us ke bad sehar na hoo ...
Urdu ISHQ KARNAY K B KUCH AADAAB HOTAY HEIN..
JAGTI ANKHOON MAY B KUCH KHAWAB HOTAY HEIN..
HAR KOI ROO DAY YA ZARORI TU NAI..
KHUSHK ANKHOON MAY B SAYLAB HOTAY HEIN
Urdu Hur dil ke dharkan mein koe baat hoti hai. Hur
udas zindigi me kisi ke yad hoti hai. Tumhain pata ho na
ho tumhari Hur khushi k peche humari (dua) hoti hai.
Urdu Koi aisa dost baniya jayee, jiss kay answoon ko
palkoon main chupaya jayee. rahay uss ka maira rishta kuch
aisa, kahien agar rahay woo udas too muj see b na muskraya
jayee.
Urdu ye dua hay meri koi gala nahi hai,
ay mery hum-nasheen meri zindgi,
woh gulab jo abhi khila nahi
main yeh sochta ho k khuda kary
zindgi main tujhy woh sukh milay
jo meri zindagi main mujhy kabi mila nahi
Urdu kal jo tery aney main kuch deer howi, main ney
zameen ki gardish k awaz suni thi, kash nadeem khuda ko
koi yaad dilaye, barson pehlay main ne b ek tamana ki thi.....
Urdu udas ho
ya naraz ho
kiya hua
hum milenge
intezar karo
ab tu muskarao
Urdu ik mulakaat karo,enayat samajh kar,
har cheez ka hisab dengay apna samajh kar,
meri chahat par kabhi shak mat karna.,
hum piyar bhi karte hien ebadat samajh kar...
Urdu Ek Rose
/
---:---:---<@
/
Un k leay jo nahi meltay kisi b Roz
Mager"yaaD"Ateay hain
Her Roz!!!!!
Urdu Mujh say melti nahi 1 larrki Rozana
par wo meri dewani,main us ka dewana
subah sham gati hai wo mera tarana...
par nahi ata us ko sulana,uthana
Urdu Humain tum say payar kitna.....?
yeh Hum nahi jantay.....
Mager g nahi saktay Tumahray bina
Miss u sooo Much
Urdu Tary janazay mein hum sarek na hosakay..
Shareek hoty be tu kasay ..
Tary janazay kay pechy mara janaza jo ta.
Urdu Koi ankhon se baat kar leta hai,
Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,
Bada mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Urdu Her Aik K liye Na Khula Rakh Esay
Ye Dil Hay Esay Bazaar Mut Bana
Urdu Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai, Har
waqt intezar ki ghadi sath hoti hai, Waqt mile to rishto
ki kitab khol ke dekh lena, Dosti har rishtey se lajawab
hoti hai
Urdu Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai
Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
Kartey hain basar raat main meri tanhai
Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai
Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai
Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai
Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki
Reh jain phir na tanha main aur meri tanhai
Urdu Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku
kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif
karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau
Urdu Mujhay Es ka Gum Nai K Badal Gaya Zamana Meri
Zindagi hai tum sey kahin tum badal na jana...
Urdu chaand ko mohabbat chandi sy hoi,
chandi ko mohabat gulshan sy hoi,
gulshan ko mohabat phoolon sy hoi,
phooloon ko muhabat khushboo sy hoi,
khushboo ko mohabat rouh sy hoi,
rouh ko mohabat hum sy hoi,
aur
hum ko mohabat app sy hoi |
|
Page #: 1
2
3
4
5
6
7
8
9
10 |
Note: If you want to publish your sms on this page
send us latest sms at this email admin@joy2day.com
|
Most Viewed Pages
|