Send Free Sms To All Over Pakistan

Home Flash Games Health Articles Mobile Stuff Women Stuff
Sponsor
 
Poetry And Shayari Text Messages And Jokes
Page #: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11

Urdu
Meri prem kahani ka..., kya ajeeb ENDING tha..., Ezhar-E-Mohabbat kiya tha maine SMS se..., jo uski shaadi takPENDING tha..!!
Urdu
ladkiwaley ladke se: tum nonveg khate ho?
LADKA: Haan
Sharaab?
Haan
Drugs?
Haan
Jua?
Haan
Sab kuch negative hai, kuch positive bhi hai?
LADKA: Haanji, HIV+

Urdu
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 ke pehle?
Samba: 2 k pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata>
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do .
Urdu
Ravan was sent to court & was asked to keep a hand on Geeta.
He refused saying: Sita par hath rakh kar itni musibat aayi! Ab Geeta pe haath nahin rakhunga
Urdu
ek admi telescope se akas dekh raha tha.
sardar bhi use dhyan se dekh raha tha.
tabhi ek tara tuta.sardar jor se chilaya ,
wah.. boss kya nisana lagaya........
Urdu
Gunghat Mein Tujhe Dekha To Deewanna Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua,
Masti Ka mastaana Hua,
Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Urdu
College ki galion mein ajjeb khel hota hai,
Class ke bahane dilo ka male hota hai,
Padne ki jagah luvmail hota hai,
Isliye to Pappu har saal fail hota hai…..
Urdu
yoon to hain hum ‘’BHRAMCHARI'’,
magar jahan dekhi ‘’NAARI'’
vahan ‘’AANKH-MAARI'’,
pat gayi to hamari,
varna phir se ‘’BHRAMCHARI’
Urdu
Tum gaana bahut achcha aato ho.
Gal: Nahin, mein to sirf bathroom singer hoon.
Boy: To bulaao na kabhi, mehfil jamaate hain.
Urdu
Manzil ki taraf badhte raho.
Jo dil kahe usi rah ko chuno,
peeche walon ko age na jaane do
Urdu
Bazu-o-mein dum rakhta hun,
Dil mein gum rakhta hun,
Pata tha SMS ayega tera,
Isliye DISPRIN sang rakhta hun
Urdu
Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane
Urdu
Aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho,
Saya sa koi lehraye to lagta hai ki tum ho,
Ab tumhi batao tum kya kisi bhoot se kam ho?
Urdu
APKI Smile ne Pora Jahan Hila Diya
Apki Smile ne Pora Jahan Hila Diya,
Coomay se jagay Mareez ko Permanent Sula dia ...
Urdu
Dil ke zakam kisi ko dikha naa sakoge,
Dil me jo hai kisiko bata naa sakoge,
Karoge jawanime jo girlfriend pe kharche,
budhape tak udar chuka naa sakoge
Urdu
krishna ne bansi bajaai , raadha daudi chali aayi,
ram ne dhanush toda, sita chali aayi,
maine zaara siti kya bajaai, vo apne baap ko bula laayi
Urdu
Ishq karne se pehle uska anjaam dekh lo,
ishq karne se pehle uska anjaam dekh lo,
agar fir be samajh na aaye, to film 'TERE NAAM' dekh lo
Urdu
Judai kya hoti hai aashiq se puchho, bewafa se kya puchhte ho,
Khuda kehte hai ki aashiq marte nahi jalaye jaate hai,
kabar khod ke dekho to intezar mein paye jaate hai!
Urdu
Aye khuda kisi ko pyar mein diwana na bana,
diwana banaya to pyar mein bewafai na dena,
bewafai gi jo tune to maut bhi dena,
par judai ke aalam mein na jalana!
Urdu
Dil ki baat dil main mat rakhna
jo pasand ho use ILove U kehna
agar wo gusse main aa jaye to darna mat
raakhi nikalna aur kehna "pyaari behna milti rehna"
Urdu
Mujhe jala dena ya dafna dena. Jab mar jau 1 ghut wisky mere hoto par laga dena, Main tajmahal to nahi mangta yaro, Bas meri kabr par 1 girls hostel khulwa dena.
Urdu
JAB AYE BADAL TERI YAAD AYI,
JHOOM K BARSA SAWAN TERI YAAD AYI,
BHEEGAE HUM PHIR TERI YAAD AYI,
KAISE NA AYE teri yaad...
tune chatri jo nahi lotai!!!
Urdu
Zindagi ki raho me jab koi mode aaye..Wah Wah..
zindagi ki raho me jab koi mode aaye..Wah Wah..
kripya side light on kare..
aur horn bajaye!!!
Urdu
CHORI CHORI YEH AANA JANA COR DO
CHUPKE CHUPKE YON NAZAR MILANA CHOR DO
KISI DIN BOHAT PITO GAY UN SE TUM
YEH MASJIDON SE JOOTAY CHURANA CHOR DO
Page #: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11

Note: If you want to publish your sms on this page
Send us latest sms at this email admin@joy2day.com
<<< Back    
 
Most Viewed Pages
 
© All Rights Reserved : Pakistan : Privacy Policy : Disclaimer : Advertise with us : Sitemaps : 1,