|
|
Page #: 1
2
3
4
5
6
7
8
9
10 |
|
|
Urdu
Unhe dekhte hi aansu gir pade,
jaise bhare barsat me phool bikhar pade,
gum ye nahi ke unhone hame alvida kaha,
gum toh ye hai ke uske baad wo khud hi roo pade
Urdu Pyaar kiya tha humne...dard bhari raah mili,
chaha tha jise...usi se tohfe mein tanhayi mili,
khuda bhi ro pada mera tuta dil dekh kar...
koi yeh bata de kyun wafa k badle bewafai mili!
Urdu Hum Gire Hue ko Uthate hai,
Hum Bichhde Hue Ko Milate Hai,
In Short Hum Bra Banate Hain. |
|
Urdu Unke ehsas se dil laga liya humne,
unke bina saans lena sikh liya humne,
woh chale gaye wapis ane ka waada karke...
us wade k sahare hi jeena sikh liya humne! |
Urdu Raat bhar unhe pukarte rahe,
apne aansuon mein unhe dekhte rahe,
unhe ek pal bhi yaad na ayi humari...
aur hum unke intezar me tuta dil jodte rahe! |
Urdu Haste the jinhe hasane k liye woh rulakar chale gaye,
apne dil se meri yaadein mitakar chale gaye,
kya gila karun khuda se...jab apne dil ko khud tadpate
chale gaye! |
Urdu Aaj bhi unhe pyaar karte hain hum,
har pal unka deedar karte hain hum,
woh na mile uska gum nahi...
par jiyen kaese kyunki aaj bhi utna hi yaad karte hain
hum! |
Urdu Samundar ki gehrai se bhi zyada,
Parbaton ki Oonchai se bhi zyada,
Hamari gujarish hai ke hamein yaad na karna,
bas ye karna tum vada! |
Urdu Aapne jab haan kaha,
to zindagi hum pe meherbaan hui,
Par aapne jab na kaha,
to maut bhi humse naraz hui! |
Urdu Aaj jo dekha aapko pehli baar,
to hum dil haare,
Fir jo agar aapko na dekhe,
to bas dua karo ke hum jaan na haare! |
Urdu Aapki aankhon ke chilman mein,
Humne jannat ka nazara paya,
In haseen zulfon ke aanchal mein,
humne chand ka sajta paya! |
Urdu Ghoonghat mein chand aaj pehli baar dekha,
Taj Mahal se khoobsurat mahtab aaj dekha,
Is lahme ke baad jo aapko na dekhe,
To khuda se ek hi gujarish hai, |
Urdu Sarhado pe chali goliyan,
Dil pe zakhm hai khanjaro ke,
Bas intezar hai to un ghadiyon ka,
Jab milan ke phool ho nazro mein! |
Urdu Na Chand na Tare,
Bas dekhe to aapki aankhen.
In aankhon mein doob jaana hai,
Aur pyar ki lehron ko paar kar jaana hai! |
Urdu Raat hui jab shaam ke baad.
teri yaad aayi har raat ke baad,
humne mud kar dekha
par teri aawaz aayi har saans ke baad! |
Urdu Chaman mein rehte hai,
kaanto par sote hai,
us bewafa ki yaad jab jab aati hai,
to jee bhar ke rote hai! |
Urdu Kehte hai mohabbat mein ishq-e-jannat nazar aati
hai,
hum to pyar mein andhe the,
jo bewafai ko khaai nazar na aayi thi,
us khaai se sahara diya to sirf meine,
kambakth shabab ne to nibhai bewafai,
sharab ne to nibhai zindagi ki khudai! |
Urdu Judai kya hoti hai aashiq se puchho, bewafa se kya
puchhte ho,
Khuda kehte hai ki aashiq marte nahi jalaye jaate hai,
kabar khod ke dekho to intezar mein paye jaate hai! |
Urdu Aye khuda kisi ko pyar mein diwana na bana,
diwana banaya to pyar mein bewafai na dena,
bewafai gi jo tune to maut bhi dena,
par judai ke aalam mein na jalana! |
Urdu tere dhar par sanam...
hum hazaar baar chaley aayenge....
ghanti bajaayengey.....
aur bhaag jaayenge |
Urdu tareef ke kabil hum kahan, charcha to aapki chalti
hai.
sab kuchh hai aapke paas,
bus seeng aur poochh ki kami khalti hai. |
Urdu Humne bhi pyar kiya tha zindagi mein, badi joshh ke sath !
Humne bhi pyar kiya tha zindagi mein, badi shhor ke sath !
Aab hum pyar karenge, badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath ! |
Urdu Agar tujh mein himmat hai
To kutub minaar ko hila kar dikha,
Aur agar nahin, to mere paas baeth,
Do ghoont maar, Aur Kutub minar ko ! hilta hua dekh |
Urdu sham diyonse sajaye baithe hai,
yehi to hai jo mera dil churaya baithe hai,
hamara diwangi to dekho yarro,
unke ane ki aasme rahonme palke bichaye baithe hai! |
Urdu Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai.......... |